Independence day facts in india Jiske bare me aapko janna chahiye : is post me hamne independence day facts bataye hai jisko kai log jante hai aur nahi bhi jante . is post ko hamne 15 august 2018 target karte huye likhi hai agar koi mistake ho to comment me bataye aur ho sake to suggestion bhi de
Namskar dosto mera name Jitendra singh rao hai aaj ham is post me independence day facts ke bare me bat karne vale hai . aise independence day facts jiske bare me shayad aapko pata nahi hoga . aap is post ko padh rahe hai iska matlab aap india se hi honge to har indian ko independence day facts ke bare me pata hona chahiye . 15 august ko bharat aazad hua aur har 15 august ko ham independence day celebrate karte hai . independence day ke din lal kila par jhanda fahraya jata hai aur har school aur rajkiya karyalayo me bhi jhanda fahraya jata hai .
log alag alag tarah se independence day ko celebrate karte hai . school me program rakhe jate hai jisme bacche badh chadhkar bhag lete hai . us program me independence day speech , independence day shayari , independence day song , independence day status , independence day essay jaise bahut sare program rakhe jate hai . school me pred bhi rakhi jati hai .
ab ham jante hai independence day facts ke bare me jisko har indian ko janna chahiye
Independence day facts in india Jiske bare me aapko janna chahiye
ham yaha par independence day facts share kar rahe hai . jisko har bhartiya ko janna chahiye to chaliye start karte hai aur jante hai independence day facts ke bare me
Ye Bhi Padhe
- Aadhaar ko pan card se link kare
- Aadhar card status check/enquiry karne ka 3 simple tarike
- Aadhar card correction online karne se pahle jane kuch bante
- Aadhaar Card Ko Computer Ya Mobile Me Download Kaise Kare
Indian independence day facts
- bharat jab aazad hua us time koi rastriya gan nahi tha
- bharat ke pahle kebinet ( 13 mantriyo ke samuh ) ne 15 august 1947 ko sapath li thi
- 1947 me 1 doller = 1 rupya tha aur aaj 1 doller = 60+ rupya hai jo badhte ghatate rahta hai
- 1947 me bharat ki aazadi ke time sone ( gold ) ki kimat 88.62 rupye / 10 gram thi aur aaj 28000+ / 10 gram hai jo badhte ghatate rahti hai
- jab bharat aazad hua tab pandit javahar lal nehru bharat ke pahle prime minister bane aur lal kila par jhanda fahraya
- bhartiya independence day celebration adhikarik tour par lal kile , dihli me hota hai
- 15 august ko dakshin koriya jaise desho me independence day ke rup me manaya jata hai .
- bharat chhodo aandolan 1942 me aazadi prapt karne ke liye pure bharat me vyapak rup se ahinsak sanghrsh ke liye shuru kiya gya tha
- 1930 ki dandi yatra mahatma gandhi dwara british shashan ke khilaf namak banane ke liye bhartiya swantantrata aandolan ke rup me shuru kiya gaya tha
- 1929 Ke savinya avgya aandolan me british sarkar ke aadesho ki agyanta puri tarah se shuru kar di gayi thi
- 1857 ka vidroh angrejo ke khilaf sabse prmukh swatntarata aandolan tha
- ashfaqulla ek mahan swatantrata senani tha jinhe mout ki saja di gayi jaha unhone palhi bar fansi se pahle nak ko chuma tha
- bhartiya swatantrata sangram ko angrejo dwara bhi samrthan diya gya tha jise dr. annie besant name diya gya tha jinhone bharat me grah niyam lig ki sthapana ki thi
- bhagat singh ne baithak ke douran british sarkar par bam fek diya jiske liye unhe girftar kiya gaya aur latka diya
- bal gangadhar tilak ne ghoshit kiya ” swaraj mera janmshid adhikar hai , aur mai ise lekar hi rahunga “
- desh ke swatntarata aandolan ke douran sardar vallabh bhai patel ne bharat ke riyasto ko ek sath laya tha
- isse pahle sindhu name ki ghati thi jo bharat ka pahla nivas sthan ban gya aur fir yah bharat name ki utpati ka karan ban gya
- pichle 1 lakh year ke itihas me bharat ne kabhi bhi kisi anya desh par hamla nahi kiya hai
- mahatma ghandhi ne aazadi pane ke liye apne ahinshak aandolan ke madhyam se desh ka netratav kiya
- rani laxmi bai ( jhansi ki rani ) british shashan ke khilaf bagh ki tarah ladi thi aur apne jivan ka tyag kiya tha
- jhanda uchhal program ke bad rashtriya gan gaya jata hai
- bad me ise rashtriya aur rajptrit avkash ghoshit kiya gya tha .
- bharat ka pahla independence day 15 august 1947 ko trikoniya rangin jhanda lagakar manaya gya tha
- 1947 me madhyaratri me bahut sare sanghrash ke bad aazadi mili thi
uper hamne independence day facts ke bare me jana jiske bare me shayad aap kuch jante the aur kuch nahi . uper hamne independence day facts ko simply bataya hai agar isme kuch mistake ho to niche comment box hai comment jarur kare aur hame bataye
dosto aapko independence day facts ke bare me post kaisi lagi hame bataye aur agar ye post vakhi me aapko acchi lagi hai to apne dosto ke sath social media par share karna na bhule
gajab ka post share kiya hai apne.